giitaayan An Interface to ISB

aa ga_ii bahaar, aa ga_ii - Nai Taleem (1949)  

Lyrics: S R Chopda | Music: Vasant Desai | Singer(s): Lata 
View in Nagari (Hindi)
(aa ga_ii bahaar, aa ga_ii man kii kalii musakaaii nas nas me.n jaagaa pyaar, jaagaa pyaar)-2 aa.Nkho.n ne kyaa, man se kahaa a.ng a.ng jhuum rahaa hone lagaa hai khumaar, jaagaa pyaar man kii kalii musakaaii nas nas me.n jaagaa pyaar virahaa ke din biit gaye gaale gaale giit naye bajane lage hai.n taar, jaagaa pyaar aa ga_ii bahaar, aa ga_ii man kii kalii musakaaii nas nas me.n jaagaa pyaar, jaagaa pyaar aa.Nkho.n ne kyaa, man se kahaa a.ng a.ng jhuum rahaa chaane lagaa hai khumaar, jaagaa pyaar man kii kalii musakaaii nas nas me.n jaagaa pyaar
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.