ho.nTho.n pe jaan chalii aa_egii
naino.n me.n nii.nd nahii.n aa_egii
rainaa nahii.n ye naagin hai
aisaa lage ham dono.n ko ye ik saath Das jaa_egii
terii aadhii jaagii aadhii so_ii so_ii aa.Nkhe.n
aise palako.n ke jharokho.n se jhaa.Nke
jaise merii tuu dulhan hai
aisaa hai to mere sapano.n kii suunii sej saj jaa_egii
ko_ii duujaa nahii.n khaalii ghar lagataa hai
khaali ghar me.n bhii tho.Daa Dar lagataa hai
duniyaa dilo.n kii dushaman hai
aise hame.n kisii ne jo dekhaa to kahaanii ban jaa_egii
tujhe is naino.n waalii Dolii me.n biThaa duu.N
a.ng chhuuke kalii se mai.n phuul banaa duu.N
ye laT magar ek uljhan hai
tuu hii bataa kise merii priit bhalaa kaise sulajh aa_egii
|