gupachup gupachup gupachup
laa.mbaa laa.mbaa ghuu.nghaT kaahe ko Daalaa
kyaa kahii.n kar aa_ii tuu mu.Nh kaalaa re
kaano.n me.n batiyaa.n karatii hai.n sakhiyaa.n
raat kiyaa re tuune kaisaa ghoTaalaa
chhat pe soyaa thaa bahano_ii mai.n tanne samajh kar so ga_ii
mujhako raaNaa jii maaf karanaa galatii mhaare se ho ga_ii
vo bahano_ii thaa bahano_ii Thaharaa
kyo.n na pahachaanaa tuune piyaa jii kaa cheharaa
bahano_ii ne o.Dh rakhii thii chaadar
mai.n samajhii piyaa kaa hai bistar
aadhe bistar pe vo soyaa thaa aadhe pe mai.n so ga_ii
mujhako raaNaa jii maaf ...
diipak aTaarii pe jalataa to hogaa
chhiTakii to hogii chhat pe cha.ndaniyaa
apano paraayo nazar na aayo
bhuul kaise ho ga_ii tujhase dulariyaa
bhuul hu_ii mujhase to kaisaa achambhaa
bahano_ii thaa piyaa jitanaa lambaa
chuur thii mai.n din bhar kii thakan se
pa.Date hii bistar pe so ga_ii
mujhako raaNaa jii maaf ...
soch rahe the ham sab jaisaa
tuune kiyaa nahii.n kuchh vaisaa
mukha.De pe tere sach kaa ujaalaa
raat kiyaa nahii.n mu.Nh tuune kaalaa
|