u.De.n jab jab zulfe.n terii

 

FITB Home

Frequently Asked Questions

Alphabetical Index

Index by Serial Number

Coming Attractions

Known FITB Candidates

Other ISB Sites

 

 

Fill In The Blanks [04]

u.Den jab jab zulfe.n terii

Contributed by Nita Awatramani and Surajit A. Bose


Note: The complete version of this song is now in the consolidated ISB. The original FITB article is retained here for archival purposes.

Film: Naya Daur (1957)
Singer: Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Music: O. P. Nayyar
Lyrics: Sahir Ludhianvi
ISB Contributor: Sandeep S. Bajwa

The version of this song at Rajiv Shridhar's site is quite fragmentary:

aa:  u.De.n jab jab zulfe.n terii, ku.Nvaariyo.n kaa dil machale
jind meriye
ra:ho, jab aise chikane chahare, to kaise na nazar phisale
jind meriye
aa:us gaa.Nv pe svarg bhii sadaqe, ke jahaa.N meraa yaar basataa
jind meriye
ra:paanii lene ke bahaane aa jaa, ke teraa meraa ik rastaa
jind meriye
aa:abhii chhe.De.nge galii ke sab la.Dake ke chaa.Nd bairii chhip jaane de
The full version is given below:

aashaa:    u.De.n jab jab zulfe.n terii \- 2
ho, u.De.n jab jab zulfe.n terii \- 2
ku.Nvaariyo.n kaa dil machale \-2
jind meriye
rafii: ho.n jab aise chikane chehare \- 2
to kaise na nazar phisale \-2
jind meriye

aashaa: ho, rut pyaar karan kii aaii \- 2
ke beriyo.n ke ber pak gaye \- 2
jind meriye
rafii: kabhii Daal idhar bhii pheraa \- 2
ke tak\-tak nain thak gaye \-2
jind meriye

aashaa: ho, us gaa.Nv pe swarg bhii sadaqe \- 2
ke jahaa.N meraa yaar basataa \- 2
jind meriye
rafii: paanii lene ke bahaane aajaa \- 2
ke teraa meraa ik rastaa \-2
jind meriye

rafii: ho, tujhe chaa.Nd ke bahaane dekhuu.N \- 2
tuu chhat par aajaa goriye \- 2
jind meriye
aashaa: abhii chhe.De.nge galii ke sab la.Dake \- 2
ke chaa.Nd bairii chhip jaane de \-2
jind meriye

rafii: ho, terii chaal hai naagin jaisii\- 2
rii jogii tujhe le jaaye.nge \- 2
jind meriye
aashaa: jaaye.N kahii.n bhii magar ham sajanaa \- 2
yah dil tujhe de jaaye.nge \-2
jind meriye
On the Naya Daur / Waqt cassette there are some lines sung by Rafi in a very different tune added to the end of this song:

o, dil deke dagaa de.nge,
yaar hai.n matalab ke,
ye de.nge to kyaa de.nge

duniyaa ko dikhaa de.nge
yaaro.n ke pasiine par ham
Kuun bahaa de.nge

Apparently in the movie these lines form a separate, fragmentary song, not part of "u.De.n jab jab zulfe.n terii."

View this song in iSongs format Back to Top of Page View this song in Devnagari