dil kaa bha.Nvar kare pukaar

 

FITB Home

Frequently Asked Questions

Alphabetical Index

Index by Serial Number

Coming Attractions

Known FITB Candidates

Other ISB Sites

 

 

Fill In The Blanks [05]

dil kaa bha.Nvar kare pukaar

Contributed by Nita Awatramani


Note: The complete version of this song is now in the consolidated ISB. The original FITB article is retained here for archival purposes.

A popular, well-liked song from a likeable movie. Here is the ISB version with minor, silently made corrections:

Film: Tere Ghar ke Saamne (1963)
Singer: Mohammed Rafi
Music: Sachin Dev Burman
Lyrics: Majrooh Sultanpuri
ISB Contributor:

dil kaa bha.Nvar kare pukaar
pyaar kaa raag suno
pyaar kaa raag suno re, uu uu uu

phuul tum gulaab kaa, kyaa javaab aapakaa
jo adaa hai vo bahaar hai
aaj dil kii bekalii aa gaii zabaan par
baat ye hai tum se pyaar hai
dil tumhii.n ko diyaa re
pyaar kaa raag suno re, uu uu uu ...

chaahe tum miTaanaa, par na tum giraanaa
aa.Nsuu kii tarah nigaah se
pyaar ki u.Nchaaii, ishq ki gaharaaii
puuchh lo hamaarii aah se
aasamaa.N chhuu liyaa re
pyaar kaa raag suno re, uu uu uu ...

is hasii.n utaar pe ham na baiThe haar ke
saayaa ban ke saath ham chale
aaj mere sa.ng tuu guu.Nje dil kii aarazuu
tujhase merii aa.Nkh jab mile
jaane kyaa kar diyaa re
pyaar kaa raag suno re, uu uu uu ...

While watching a video of Dev Anand songs, I came across a fourth stanza. I don't remember if this stanza is included in the film or not.
aap kaa ye aa.Nchal, pyaar kaa ye baadal
phir hame.n zamii.n pe le chalaa
ab to haath thaam lo, ik nazar kaa jaam do
is naye safar kaa vastaa
tum mere saaqiyaa re
pyaar kaa raag suno re, uu uu uu ...

The picturisation of this song is very nice - quite memorable. For once Dev Anand's habit of making funny faces doesn't seem out of place. A thoroughly enjoyable song and movie!

View this song in iSongs format Back to Top of Page View this song in Devnagari